contradictions

The name says it all.This is all about the contradictions and how the word "contradict" varies from each aspect.

Friday, July 01, 2005

bait baazi ...

All hail to the faiz baba ...

Naa aaj lutef ker itna ke kal guzer na sakay
Ye raat jo ke tere gaisoo-on ki raat nahi
ye aarzoo bhi bari cheez hai magar humdam
vasaal-e-yaar fakat aarzoo ki baat nahi

ayee hath uthain hum bhi
hum jinhain rasm-e-dua yad nahin
hum jinhain sauz-e-muhabbat kai siwa
koi baat,koi khuda yaad nahin

Himmat iltejah nahin baqi
Zabt ka housla nahin baqi
Ik teri deed chhin gai mujhe se
Werna dunya main kia nahin baqi
-
- Faiz Ahmed Faiz


Chalo waikhiye us mastanaray nu……. Jadi trinjana wich pai dhum
Oh tay mae wahdat wich rangda..……. Nahi puchda zaat day kee ho tum..
Jehda shor chufairey painda eh…………..Oh khol teray nit rehnda eh
Naaley “nahuno aqrab” kehnda eh… ...Nalay akhay “wa fe anfosikum”
Chad jhout bharam de basti nu.. ……….Ker ishaq de qiam mast nu
Gaye pohanch sajan de basti nu…………..jo huy “bukuman uman suman”
Na, tera ey na mera eh ……………………..jag faani jaghrah jehra eh
Binaan murshid rehbar kehra eh………..parh “faz karuni izkerkum”
Bullah eh bath ishaarey de………………… jinhaan lag gai taang nazarey de
Das paindi ghar wnajarey de……………….Hay “yad Allah foq aidaykum”

“words” are Quranic Ayats which Bulleh Shah Sarkar often uses through out his poetry. Sometimes half the Kaafi is in Arabic in the form of Quranic Ayats and Its highlights Bulleh Shah’s mastery of the Quran. The unique way he blends Arabic and Punjabi produces spectacular imagery and depth of meaning.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home